Pure & Authentic Ganga Jal
Yeh pavitra Gangajal Har Ki Pauri, Haridwar (Brahma Kund) se bhara gaya hai. Hindu dharm mein Ganga Jal ka vishesh mahatva hota hai aur ise pooja, hawan, griha pravesh, naamkaran, aur anya dharmik anushthanon mein istemal kiya jata hai.